Talash Na karo change insana di || Punjabi status was last modified: December 27th, 2022 by Kirti Raheja
Kush toh kimti hai us maili saadhi ke pallu me
warna maa ke aanchal ke liye duniyaa tarsti hai कुछ तो कीमती है उस मैली साड़ी के पल्लू में,
वरना मां के आंचल के लिए दुनिया तरसती नहीं..
Bade ajeeb khyalon ka hai vo Mera khwaish sanwla yaar….
Mai duaa kru ya ardaas kru chahe jaau Mai majhaar🕌🕋🙏
Prey krun Mai church Mai jaakar
Chahe fere lu Mai chaar💕
Use Matlab nahi hai dharam se
Insaniyat se hai pyar…
Hamesha Jo mujhse puche 🌠shyna🌠
Tune puja Kari Kya yaar🤗
Oh mathe teke baba ko
Mai jaau peer dargaah
Usse Matlab nhi mere ishwar se
Meri duaao se hai pyar
Kismt SE rabb ne bheja mujhe ek Tere liye mere yaar
Na Hindu Mai na Muslim Mai
Bas Tera sanwala yaar
Mai bas Tera sanwala yaar
Shyna