Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
woh bhi behra ho gya || hindi 2 lines shayari dard
Ham madad ke liye roye aur roye
aur… veh vyakti bhi behra ho gya
हम मदद के लिए रोए और रोए
और… वह व्यक्ति भी बहरा हो गया
Title: woh bhi behra ho gya || hindi 2 lines shayari dard
zindagi adhoori hai || Love shayari
Teri aankhe us samunder ki tarah hai jisme bheegne aur doobne ka koi darr nahi
tera chehra us chaand ki tarah hai jiski raushani kabhi kam nahi hoti
teri aadat us dil ki tarah hai
jiske bina zindagi adhoori hai
ਤੇਰੀ ਆਖੇਂ ਉਸ ਸਮੁੰਦਰ ਕਿ ਤਰ੍ਹਾਂ ਹੈ ਜੀਸ਼ਮੇ ਭੀਗਣੇ ਔਰ ਦੂਬਨੇ ਕਾ ਕੋਈ ਡਰ ਨਹੀਂ🥺🥺
ਤੇਰਾ ਚੇਹਰਾ ਉਸ ਚਾਂਦ ਕਿ ਤਰ੍ਹਾਂ ਹੈ ਜਿਸਕੀ ਰੌਸ਼ਨੀ ਕਭੀ ਕਮ ਨਹੀਂ ਹੋਤੀ।😍😍
ਤੇਰੀ ਆਦਤ ਉਸ ਦਿਲ ਕਿ ਤਰ੍ਹਾਂ ਹੈ,
ਜਿਸਕੇ ਬਿਨਾ ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਅਦੂਰੀ ਹੈ😘😘
