Skip to content

Talluk rooh se || Two line shayari || true love shayari

Ho Talluk to rooh se hi ho,
Dil to aksar bhar hi jata hai 💯

हो ताल्लुक तो रूह से ही हो,
दिल तो अक्सर भर ही जाता है।।💯

Title: Talluk rooh se || Two line shayari || true love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Suneri Bachpan😇

Sb Cheez ka ek wakt hota hai😕

Bachpan ko hi Lelo 🤪

Kya dukh Kya dard 🫣

Sb side pe bs dosto sang khelo🤗

Maasum woh bacche jisne Kabhi kuch na jhela🤓

Unke liye toh hota Har ek din

Khusiyon ka Mela😇

Or baap Ki Jeb Puri bazar 🤪

Or maa Ki kitchen koi Khano ka thela🍗🍔🍟🌭

Woh laamhe woh pal v Anmol hote 😊

Jab koi daat v de toh maa K Godi me jaake rote🥲🥹

Or woh raate v bdi anokhi bin Kahaani sune Kabhi na sote😊

Krte msti Majak or shaitaniya🫣😅

Phir v Masum ban rote🥹

Or un Bdo ka kehna chordo inko

Chlne do bacche toh aise hi hote🫡🤓

Wakt ne wakt hi bdl Diya😢

Ab toh bs yeh Soch K sote kat jaati raate😕

Kash woh Bachpan k wakt firse Laut aate

Title: Suneri Bachpan😇


KOI SHIKWA NAHI || 2 lines sad status

Unjh koi shikwa nai tere jaan ton
bas ik dil rehnda udaas tere jaan ton

ਉਂਝ ਕੋਈ ਸ਼ਿਕਵਾ ਨਹੀਂ ਤੇਰੇ ਜਾਣ ਤੋਂ
ਬਸ ਇਕ ਦਿਲ ਰਹਿੰਦਾ ਉਦਾਸ ਤੇਰੇ ਜਾਣ ਤੋਂ

Title: KOI SHIKWA NAHI || 2 lines sad status