Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mareeze-ishq || ishq shayari
Mareeze-ishq hain itna sataya na karo,
Hamare ishq ka mazak yun udaya na karo,
Iss ishq main to jaan bhi haazir hai hamari,
Magar mazaak main ise gawaya na karo.
Title: Mareeze-ishq || ishq shayari
Kaabil nhi thi mai… || Hindi shayari in punjabi fonts
Kabil nahi thi me nakash karne ke
tere fareb ne woh bhi sikha diyaa
ਕਾਬਿਲ ਨਹੀਂ ਥੀ ਮੈਂ ਨਕਸ਼ ਕਰਨੇ ਕੇ,
ਤੇਰੇ ਫਰੇਬ ਨੇ ਵੋਹ ਭੀ ਸਿਖਾ ਦਿਆ….
…Aman❤
