Skip to content

Teacher student relation || teacher student shayari

Test cancel karvane ka roj nya ik nya bhana…
kabhi galti par to kabhi bevajah vo mera sunana…
na tali kabhi koi bat jo kha vo mana…
teacher hona bhi hai kitna khas ye tumse milkar hi jana…
Ban jayega rishta itna pyaara ye kab kisko pta tha…
mile jo aise students mujhe ye bhi bhagvan ki rjaa tha….🍂😊

Title: Teacher student relation || teacher student shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Saadgi || two line hindi shayari

Husn wale hamare dar ke fakeer hai 
Ham apni sadgi se badshah ko bhi jhuka dete hai💙

हुस्न वाले हमारे दर के फकीर हैं
हम अपनी सादगी से बादशाह को भी झुका देते हैं💙

Title: Saadgi || two line hindi shayari


Unki galiyon mein se guzre || sad Hindi shayari || sad shayari images

Hindi shayari images. Sad shayari images. Sad Hindi shayari images. Best shayari images.
Unki galiyon mein se guzre to pta chala...
Unke paon to kabi zameen par lge hi nhi
Jinhone sath chalne ki kasmein khayi thi..!!
Unki galiyon mein se guzre to pta chala…
Unke paon to kabi zameen par lge hi nhi
Jinhone sath chalne ki kasmein khayi thi..!!

Title: Unki galiyon mein se guzre || sad Hindi shayari || sad shayari images