Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Baat || sad hindi shayari
Kuch is trah baat khatam ki humne
Acha chlo baat karte hain
Aur fir kabhi baat nhi ki humne💔
कुछ इस तरह बात खत्म की हमने
अच्छा चलो फिर बात करते है
और फिर कभी बात नही की हमने💔
Title: Baat || sad hindi shayari
teri yaad aati || Yaad love hindi Shayari
Dil Hasta hai
Aankhe muskuraati hai
aur
Saanse khil uthti hai..
jab jab
teri yaad aati hai
दिल हँसता हैं,
आँखें मुस्कारती हैं,
और
साँसे खिल उठती हैं…
जब जब…
“तेरी याद आती हैं!!”
