Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi itni mukhtsar bhi nahi || hindi shayari
Is bhari kayanat mein ya rab
Apne rehne ko ek ghar bhi nhi
Pedh ke niche jo guzar jaye
Zindagi itni mukhtsar bhi nhi😊
इस भरी कायनात में या रब
अपने रहने को एक घर भी नहीं
पेड़ के नीचे जो गुज़र जाए
ज़िन्दगी इतनी मुख़्तसर भी नहीं😊
Title: Zindagi itni mukhtsar bhi nahi || hindi shayari
Hamsafar bahut ne || love shayari punjabi
Hamsafar bahut ne par koi v jachda nahi
tere siwa koi chehra dil vich vasda nahi
ਹਮਸਫ਼ਰ ਬਹੁਤ ਨੇ ਪਰ ਕੋਈ ਵੀ ਜਚਦਾ ਨਹੀਂ ,
ਤੇਰੇ ਸਿਵਾ ਕੋਈ ਚੇਹਰਾ ਦਿਲ ਵਿਚ ਵਸਦਾ ਨਹੀ 😊
