Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Din bhar bechain
Din bhar bechain rehne lage hain hm
Aapki awaaz ko tarasne lage hain hm
Aur
Ishq main iss kadar dube hain
Ke aapke aitbaar ko bhi tadapne lage hain hm.
Title: Din bhar bechain
Tere khwabon se || love shayari
Tere kwabon se aankhe. Na. Bharpoor ho!
Tere. Ashiqko o rat dhalti nahi
isa pal he nahi ,jo tere yaad me
Tere tasveer se bat chalti nahin!
Tu khayalon me aati he mere magar
Tuj ko cholon to gum hoke milti nahi!
Kya khata he hamari
Bata jane main!
Karwai wafa ki kyu chalti nahi!
Hum to nouker bane
Dil ke ab kya kare!
Bin tere pyaar ki kaliyan khilti nahi!
Yere khwabon se……
