Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dewaana || Hindi shayari || pyar shayari
Pyar to zindagi ka ek afsana hai,
Iska apna hi ek trana hai,
Sabko maloom hai ke milenge aansu
Par na jane kyu, duniya mein har koi iska deewana hai..!!
प्यार तो जिंदगी का एक अफसाना है,
इसका अपना ही एक तराना है,
सबको मालूम है कि मिलेंगे सिर्फ आंसू
पर न जाने क्यों, दुनियां में हर कोई इसका दीवाना है..!!
Title: Dewaana || Hindi shayari || pyar shayari
Khayal to yahi hai ki tera khayal na karu || love Hindi shayari

Mein kese is baat ko byan na karu
Mujhse chupi nhi hai teri koi bhi baat
Mein kese tujhe shod du or tera khayal na karu
