Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohabbat || two line shayari || hindi shayari
Lafz Mai uska, woh maano meri kalam ho..
Mai gehra dard uska, aur woh meri malham ho..❤️
Title: Mohabbat || two line shayari || hindi shayari
Wafa ki tareekh || two line shayari
Mujhe bhi yaad rakhna jab likho tareekh wafa ki
Mene bhi lutaya hai mohobbat mein sukoon apna🙃
मुझे भी याद रखना जब लिखो तारीख वफ़ा की
मैंने भी लुटाया है मोहब्बत में सकूँ अपना🙃
