Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Baatein || sad but true shayari || two line shayari
Jab kisi ki batein aap ke sath choti ho jaye
To samjh jao ke vo kahi aur lambi ho rahi hain🙂💔
जब किसी की बाते आप के साथ छोटी हो जायें,
तो समझ जाओ की वो कहीँ और लम्बी हो रही हैं।🙂💔
Title: Baatein || sad but true shayari || two line shayari
Wo aati hi hogi || hindi shayari
Tum jaa rahi ho to wo aati hi hogi,
Lekin Jitni bhi buri hogi tumse to kam hi hogi,
Aur tumne beech samandar main doobne ko chodd diya,
Aur wo to meri khatir sahil lekar zamana talaashti hi hogi.
