Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Adhoori Baate (अधूरी बातें) || Two line shayari || sad shayari
Dil ki baate dil me hi reh gyi
Mulaaqaat na hui harr baat adhoori reh gyi..💔
दिल की बातें दिल में ही रह गई
मुलाक़ात न हुई हर बात अधूरी रह गई।। 💔
Title: Adhoori Baate (अधूरी बातें) || Two line shayari || sad shayari
Dua karte karte || hindi shayari || love shayari
Mujhe apne dil se juda karte karte,
Vo roya bhut ye faisla karte karte🙌
Mulakaat ka koi rasta nikalo,
Zuban thak gyi hai dua karte karte🙏
मुझे अपने दिल से जुदा करते करते,
वो रोया बहुत ये फैसला करते करते 🙌
मुलाकात का कोई रस्ता निकालो,
जुबां थक गई है दुआ करते करते!🙏

