Tere sath Hun tu dur Na kar
chain mein huu majbur na kar
Tutt chuki hun aur churr na kar
Aam hi Rahane da mashur na Kar
Manisha❤️ Mann
Enjoy Every Movement of life!
Tere sath Hun tu dur Na kar
chain mein huu majbur na kar
Tutt chuki hun aur churr na kar
Aam hi Rahane da mashur na Kar
Manisha❤️ Mann

Ye lakire ye nasib ye kismat,
Sab fareb ke aayine hain,
Hathon mein tera hath hone se hi,
Mukammal zindagi ke mayine hain❤️
ये लकीरें ये नसीब ये किस्मत,
सब फ़रेब के आईने हैं,
हाथों में तेरा हाथ होने से ही,
मुकम्मल ज़िन्दगी के मायने हैं।❤