Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi ke guzarte huye || dosti shayari
Zindgi ke is guzrate huye daur me
Aaj ham busy ho Gaye apni life me
jab guzre hue dino ko yaad kru to
Mere yaara Teri bahot yaad aati hai
Title: Zindagi ke guzarte huye || dosti shayari
Na jane kab hoga milna dobara || hindi shayari || sad and alone
Teri yaadein || hindi shayari status || sad shayari
J yaadein Teri pal pal maar rahi muje
Chain Na milta ek pal bhi yara..!!
Toot se chukein hain ab to
Na Jane kab hoga milna dubara..!!
ये यादें तेरी पल पल मार रहीं मुझे
चैन न मिलता एक पल भी यारा..!!
टूट से चुकें हैं अब तो
न जाने कभ होगा मिलना दोबारा..!!
