
Sanu tere bina sajjna gawara koi na..!!
Enjoy Every Movement of life!

Test cancel karvane ka roj nya ik nya bhana…
kabhi galti par to kabhi bevajah vo mera sunana…
na tali kabhi koi bat jo kha vo mana…
teacher hona bhi hai kitna khas ye tumse milkar hi jana…
Ban jayega rishta itna pyaara ye kab kisko pta tha…
mile jo aise students mujhe ye bhi bhagvan ki rjaa tha….🍂😊
Dheere dheere samjh aa rahi hai hakikat unki,
Akele me mohabbat dikha ke, sareaam badnaam kiye ja rahe hai💯