Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
jisse rota hua na dekha ho || 2 lines sad shayari hindi
us shakhsh ka gam bhi koi soche
jise rota hua na dekha ho kisi ne
उस शख्स का ग़म भी कोई सोचे,
जिसे रोता हुआ ना देखा हो किसी ने।
Title: jisse rota hua na dekha ho || 2 lines sad shayari hindi
Ek waqt tha || two line Hindi shayari || sad
Ek waqt tha jab hmari batein hi khatam nhi hoti thi
Aur ek waqt hai jab hmari baat bhi nhi hoti hai 💔
एक वक्त था जब हमारी बातें ही खत्म नही होती थी
और एक वक्त है जब हमारी बात भी नही होती है।।💔
