Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Adhura Ishq shayari
Ek esa shaksh tha kiske pyar me meee bhi ghayal tha,
Arey tha kyu sunte ho adhuri ishq ki bate,
Tumhe to vahi ishq acha lagta hai jo pura ho,
Lekin vo ishq hi kya jo pura ho….
Title: Adhura Ishq shayari
Mai kahi mar na jau || beautiful hindi shayari
Yun fasle na badha marz aur ilaz ke bich
Mai kahi mar na jau kal aur aaj ke bich🍁
यूँ फ़ासले न बढ़ा मर्ज और इलाज के बीच
मैं कहीं मर न जाऊं कल और आज के बीच🍁
