
teri yaad hi is shayar di awaaz hai || shayari by a shayar
Enjoy Every Movement of life!

❤💕 🍃Na Jaane Kyu Bahut Udaas Hai Dil Aaj
Lagta Hai Ki Kisika Pakka Irada Hai Hamein Bhool Jaane Ka🍃❤💕
❤💕 🍃न जाने क्यों बहुत उदास है दिल आज
लगता है कि किसीका पक्का इरादा है हमें भूल जाने का🍃❤💕
Or phir maine use kabhi nhi dekha,
Aakhon mein aansu liye use khush rehne ko likha,
Haan Mere alfaaZ kadak toh the, usne mere kadak alfaaz toh dekha pr unke piche chupe dard ko nhi dekha🥀