Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
zindagi toh apne hi dam par || 2 lines shayari hindi so true
zindagi to apne hi dam pe zee jaati hai yaaro
kisi ke sahare se to janaze uthaa karte hai
ज़िन्दगी तो अपने ही दम पे जी जाती है यारों
किसी के सहारे से तो जनाज़े उठा करते हैं ..🤗
Title: zindagi toh apne hi dam par || 2 lines shayari hindi so true
Mil Jaayega Sacha humsafar
Ye tune Kya Kar diya mere Dil pe asar…
Ke tum khawabon mein aane Lage is Kadar…
Hosh Bhi na raha Tere pyaar mein mere Dilbar…
Tum Kyun ban Jaate nahi mere humsafar?
Ek baar hee Sahi karte Deedar agar…
To Tere pyaar mein jee lete 100 saal Bhi Tanha rahe Kar…
