Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Har din darr kar || sad dard hindi shayari
Har din Darr🥺😰 kar jiya maine
sirf yeh soanch kar ke kahi
meri galti ki saza tumhe na mile
shayad galat thi mai Darr Darr kar
sabko apna na seekh liya maine👍
Title: Har din darr kar || sad dard hindi shayari
Waqt aur dost || hindi shayari
Waqt aur dost hame yuhi mil jate hain,
Lekin waqt ka pata tab chalta hain,
Jab ye hamse dur chale jate hain.💯
