Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujhe Gaddari nhi aati || hindi yaari shayari
Shayad Main isliye piche hu,
Mujhe Hoshyari nahi aati,
Beshak log na Samjhe meri Wafadaari,
Magar yaaro Mujhe Gaddari nhi aati..
Title: Mujhe Gaddari nhi aati || hindi yaari shayari
Izzat || true lines || hindi shayari
Sawaal kabhi karna mtt mehnat par tum meri,
Izzat bhi maine vo kamali jo tumko kabhi na mili🙌
सवाल कभी करना मत मेहनत पर तुम मेरी,
इज़्ज़त भी मैने वो कमा ली जो तुमको कभी न मिली🙌
