Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mera ek sapna hai maa || hindi shayari on maa
Mera ek sapna hai ki,aaya tha tere cokh mein
Maa marna hai tumhaare god mein
Is iltaja ko ey khuda tu manzoor kar,
mujhe kal mot aaye to meri maa se pehle,
khuda tu mujhe le chal
Ane waali hai vo kal, khuda tu mujhe le chal😥
Title: Mera ek sapna hai maa || hindi shayari on maa
Nazrein Na churaya kar || love Hindi shayari
Kuch der tujhe fursat se taad lete hain
Tujhe apni ankhon mein utaar lete hain
Aur tu yun na nazrein churaya kar humse
Hum to bas apna din swar lete hain ❤
कुछ देर तुझे फुरसत से ताड लेते है
तुझे अपनी आखों में उतार लेते है
और तू यू ना नजरे चुराया कर हमसे
हम तो बस अपना दिन सवार लेते है❤
