Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Haal-e-dil || Hindi shayari || sad but true
Kya karu mein un nasamjho ko apna haal-e-dil batakar
Jinko aksar mere jazbaat keval shabad lagte hain…..🙃😏
क्या करूँ मैं उन नासमझों को अपना हाल-ए-दिल बताकर जिनको अक्सर मेरे जज़्बात केवल शब्द लगते हैं….. 🙃😏
Title: Haal-e-dil || Hindi shayari || sad but true
Bhar gya hai dil || sad hindi shayari || broken shayari
Ab to wafa ke naam se mukr jata hai dil,
Ab to ishq ke naam se dar jata hai dil,
Ab kisi dilase ki zaroorat nhi hai,
Kyunki ab har dilase se bhar gya hai dil💔
अब तो वफ़ा करने से मुकर जाता है दिल,
अब तो इश्क के नाम से डर जाता है दिल,
अब किसी दिलासे की जरूरत नही है,
क्योंकि अब हर दिलासे से भर गया है दिल।💔
