
jo beeti na teri yaado me isi koi raat nahi
yun to dekhta hu roz chaand taare mai
par sach kahu to tere jaisi kisi me baat nahi
Enjoy Every Movement of life!

Yaadasht ka kamzor hona utni bhi buri baat nhi,
Bade bechain rehte hain vo log jinhe har baat yaad rehti hai 💯
याददाश्त का कमजोर होना उतनी भी बुरी बात नहीं,
बड़े बेचैन रहते हैं वो लोग जिन्हे हर बात याद रहती है।💯
Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki
Badi aarzoo thi mulakat ki 💔
न जी भर के देखा न कुछ बात की,
बड़ी आरज़ू थी मुलाक़ात की।💔