Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bhool gaye tum hume || hindi shayari best
Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi..
Vo jo sawera tere saath tha , pure din Tera ehsaas tha raat me tere hi khwaab the , khwaabo me naya sa jahaan tha
Kuchh baatein thi baaton me sapne the ..sapne me hum or hum me tum
Bhool gaye tum hume bach gaye mehez gam
Bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi , vo jo hamara saath tha ek khubsurat sa ehsaas tha haathon me haath tha b
Khair chhodo bhool gaye tum Hume jaise kabhi kuchh tha hi nahi ……
Title: Bhool gaye tum hume || hindi shayari best
mohobbat da mukam || love punjabi shayari || ghaint status
Us mukam te mohobbat ne pahunchaya menu
Ke ishq hun dullda e ban akhiya Cho pani..!!
Ohde khayalan da kayal dil mera hoyia
Hun pyar nhio mukkna par jind mukk Jani🥰..!!
ਉਸ ਮੁਕਾਮ ਤੇ ਮੋਹੁਬਤ ਨੇ ਪਹੁੰਚਾਇਆ ਮੈਨੂੰ
ਕਿ ਇਸ਼ਕ ਹੁਣ ਡੁੱਲਦਾ ਏ ਅੱਖੀਆਂ ਚੋਂ ਪਾਣੀ..!!
ਓਹਦੇ ਖਿਆਲਾਂ ਦਾ ਕਾਇਲ ਦਿਲ ਮੇਰਾ ਹੋਇਆ
ਹੁਣ ਪਿਆਰ ਨਹੀਓ ਮੁੱਕਣਾ ਪਰ ਜ਼ਿੰਦ ਮੁੱਕ ਜਾਣੀ🥰..!!
