Skip to content

Tere khayal ka bhi khayal rakhte hain || love hindi shayari

Nahi karte shareek tere khayal mein kisi or ko… Hum tere khayal ka bhi bhut khayal rakhte hain…



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi

…dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi

Maine Dekha use aur Wo haa Kar gayi

Sab Najaare mere najron ke qabil na rahe

Nasheeli najron SE najane Wo kya Kar Gayi…..

Title: Dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi


Galatfehmi || true lines || Hindi shayari

Hum mardon ko tumhare jhumke tak se pyar hai
Ladkiyo.. tumhe ye jisam ki galatfehmi mitani hogi 💯

हम मर्दों को तुम्हारे झुमके तक से प्यार है
लड़कियो तुम्हें ये जिस्म की गलतफहमी मिटानी होगी💯

Title: Galatfehmi || true lines || Hindi shayari