Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hum Unke Liye Zindagi Lutiya Baithe || Sad True Love SHyari Hindi
Dil Se Roye Magar Honthon Se Muskura Baithe,
Yun Hi Hum Kisi Se Wafa Nibha Baithe,
Wo Humein Ek Lamha Na De Paye Apne Pyaar Ka,
Aur Hum Unke Liye Zindagi Lutiya Baithe!
Title: Hum Unke Liye Zindagi Lutiya Baithe || Sad True Love SHyari Hindi
Tere naam ho jau || Love shayari
तेरे इश्क में इस तरह नीलाम हो जाऊँ,
आखरी हो तेरी बोली और में तेरे नाम हो जाऊ
Tere ishq me is tarah neelam ho jau
aakhri ho teri boli aur me tere naam ho jau
