Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Nazron se nazar || two line hindi shayari || love shayari
Aaj jannat mein kuch pal is trah bita kar aaya hu😍
Uski nazron se apni nazrein ek baar mila kar aaya hu🙈
आज जन्नत में कुछ पल इस तरह बिता कर आया हूँ😍
उसकी नज़रों से अपनी नज़रें एक बार मिला कर आया हूँ🙈
Title: Nazron se nazar || two line hindi shayari || love shayari
Ab na gila, na sikwa, na koi kahani hai, || Sad shayri
Ab na gila, na sikwa, na koi kahani hai,
Chhod diya parwah karna, jinko isse bhi pareshani hai.
