Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari
Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!
मोहोब्बत उनसे कैसी है ना पूछिए जनाब
वो सामने भी नहीं आते फ़िर भी दीदार हो जाता है..!!
Title: Mohobbat unse kaisi || true love shayari || hindi shayari
Khud ko janne wale || two line hindi shayari
Ye bhi ik umar ke baad pata chala mujhe
Khudko janne wale zameen par nhi rehte…🙌
ये भी इक उम्र के बाद पता चला मुझे,
खुदको जानने वाले जमीं पर नहीं रहते…🙌
