Skip to content

Tere shehar mein || two line shayari

Samandar na sahi par ek nadi to honi chahiye
Tere shehar mein zindagi kahi to honi chahiye✨

समंदर न सही पर एक नदी तो होनी चाहिए
तेरे शहर में ज़िन्दगी कही तो होनी चाहिए✨

Title: Tere shehar mein || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt ko haseen || 2 lines

Jab acha  waqt aata hai to log  haseen ban jaate hai…

Aur kuch log aise bhi hai jo waqt ko haseen bana dete 

Title: Waqt ko haseen || 2 lines


Mohabbat ko baya || two line hindi shayari

Mohabbat ko juban se baya nahi kar paya kabhi unko 
Wo gunge hote to isharo ko samjh jate🤐

मोहोब्बत को ज़ुबान से बयां नही कर पाया कभी उनको
वो गूंगे होते तो इशारों को समझ जाते 🤐

Title: Mohabbat ko baya || two line hindi shayari