Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Fir se mulakat || love shayari in hindi
Aaj fir se un se mulakat hui
Aankhon hi ankhon mein dheere se baat hui
Aaj fir se esa laga koi apna mil gya
Unke jane ke baad bhut tez barsaat hui…
आज फिर से उन से मुलाकत हुई…
आँखो ही आँखो मे धीरे से बात हुई
आज फिर से ऐसा लगा कोई अपना मिल गया …
उनके जाने के बाद बहुत तेज बरसात हुई ….
Title: Fir se mulakat || love shayari in hindi
Dil ki baat
Baat dil mein reh gayi
Dard Sine mein hi reh gaya
Tum toh ho gye kisi or ke
Mein toh akela hi reh gaya
~ ਤੁਸ਼ਾਰ❤🩹
