Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Woh khushnaseeb kon hai || hindi shayar
वो खुशनसीब कौन है,
जिसका तुमने दीदार किया,
मैं तो मिट्टी हो चला हूं इस मिट्टी में,
तुम्हारे साएं का पीछा करते करते... Woh khushnaseeb kon hai jiska tumne deedar kiya
me to mitti ho chala hu is mitti me
tumahre saaye ka peesha karte karte
Title: Woh khushnaseeb kon hai || hindi shayar
Sapno ki udaan || two line Hindi shayari
Sapno ke aasmaan mein tabhi udaan hoti hai
Jab haqeeqat ki zameen se pairon ki pehchaan hoti hai ✌️
सपनों के आसमान में तभी उड़ान होती है
जब हकीकत की ज़मी से पैरों की पहचान होती है✌️
