Skip to content

Teri muskurahat ka jalwa || hindi love romantic shayari

तेरी एक मुस्कुराहट से
दिल पिगल जाता है,
तेरी एक मुस्कुराहट से..
ये दिल पिगल जाता है,
जो देख लें तेरी एक झलक
तो ये पूरा दिन सवर जाता है।।

Title: Teri muskurahat ka jalwa || hindi love romantic shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Eh zindagi likhayi tere naam || true love shayari images || best shayari images

Sacha pyar shayari images. True love shayari images. Mohobbat shayari images. ishq shayari images.
Bhulle khud nu hoye gumnaam asi..!!
Lyie naam tera subah shaam asi..!!
Shukrana ke sanu mileya e tu
Eh zindagi likhayi tere naam asi..!!
Bhulle khud nu hoye gumnaam asi..!!
Lyie naam tera subah shaam asi..!!
Shukrana ke sanu mileya e tu
Eh zindagi likhayi tere naam asi..!!

Title: Eh zindagi likhayi tere naam || true love shayari images || best shayari images


Pyaar ho jaata fir se || hindi shayari

Likha jo sach kaagaz par
Shayari bann gayi
Pyaar jo kiya chehra dekh kar
Mohabbat bann gayi
Dua jo maangi tumhari khairiyat ki
Ibaadat bann gayi
Nasha jo kiya tumhari yaad mein
Aadat bann gayi
Sangeet jo seekha tumhe lubhane ki khaatir
Manzil bann gayi
Ikraar karke meri jhooti muskurahat
Hasi bann gayi..

Jab tum apni badi badi aankhon se mughe dekhti ho
Tumhari aankhein zubaan bann jaati hai
Jab tum mera naam pukarti ho
Toh lagta hai ikraar-e-mohabbat hai
Jab tum masoom sawaal poochhti ho
Toh itna saaf iraada maine kahi nahi dekha
Jab tum mere sawaal poochhne ka intezaar karti ho
Tumhare jawaab mein ek rishta banane ki betaabi si hoti hai..

Laparwah aashiq se
Shayar tak ka mera safar
bahot khoobsurat tha
Aankh se aansu nikalkar
Kalam mein siyahi bankar
Kaagaz pe utarta tha..
Kaash tumne dekha hota
Pyaar ho jata phir se..

Title: Pyaar ho jaata fir se || hindi shayari