Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Thak gya likhte likhte || Bewafa hindi shayari

teri yaadon me mai..
nazaane kaise fas gya teri
baato mai..
tu to khush hai apne
humsafar ke sath..
aur yaha bikhra hu kayi raato se mai
Uski yaadein || hindi sad shayari
Mein uski yaadon mein kaat raha hu din, jaise taise
Vo roz naye ashiq ka naam likh kar,
Purane ka naam kaat rahi hai 💔
मै उसकी यादो में काट रहा हूं दिन, जैसे-तैसे।
वो रोज़ नए आशिक का नाम लिख कर,
पुराने का नाम काट रही है 💔
