Teri Talash mein zindgi || love hindi shayari was last modified: February 5th, 2023 by Manan Aggarwal
Enjoy Every Movement of life!
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai, ❤️Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hai.🙈Badal Jab Garajte Hain, Dil Ki Dharkan Badh Jati Hai,Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai.🫂Jab Tez Hawayein Chalti Hai To Jaan Hamari Jati Hai,Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai..🥀💐
Mere dil ka bas yahi kaam hai
Ke tere liye bas dhadkta rahe
Chahe manzil mile ya na mile
Apna kaam bas karta rahe❤
मेरे दिल का बस यही काम है
की तेरे लिए बस धड़कता रहे
चाहे मंजिल मिले या ना मिले
अपना काम बस करता रहे❤
