Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tum aati rahana
Ek khayal aaya man main zindagi bhar na sahi,
Kuch paal ke liye dil main khushi ke pal late rahana..||
Chahe vo khushi ya phir gam,
Aiysas tumhari maujudagika mujhe satate rahana..||
Kehana ye hai ki hame nind ayye ya na aaye,
Tum sapanome aate rahana..||
Title: Tum aati rahana
unako kahana ki || Sad alone hindi shayari
unako kahana ki aakar ye dil bhee le jaaye
ab ye meree sunata hee nahin phir isaka karoon kya…
उनको कहना कि आकर ये दिल भी ले जाये
अब ये मेरी सुनता ही नहीं फिर इसका करूँ क्या…


