Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Muje teri zroort hai../WhatsApp shayari vedio status
muje teri zroort hai shayari 💝
is duniya k hone se muje koi frk nhi pdta..
Muje frk pdta hai tere hone se..
Muje drr lgta hai tuje khone se..
Mere khwabon mein Jo rehti hai..
Vo pyari c teri hi Surat hai..
Puri duniya se ab mera koi vasta nhi..
Kyunki..meri tu hi ikloti zroort hai..
Muje teri zroort hai..
Title: Muje teri zroort hai../WhatsApp shayari vedio status
Mohobbat || hindi shayari
Haule haule koi yaad aaya karta hai🙈
Koi meri har saans ko mehkaya karta hai😇
Us ajnabi ka har pal shukriya ada karte hain🙏
Jo is nacheez ko mohobbat sikhaya karta hai❤
होले होले कोई याद आया करता है,🙈
कोई मेरी हर साँसों को महकाया करता है,😇
उस अजनबी का हर पल शुक्रिया अदा करते हैं,🙏
जो इस नाचीज़ को मोहब्बत सिखाया करता है❤

