
aankho me kaali shaam hai
khoobsurat hai tu jannat c
chand taare to yuhi badnaam hai
mere paas shabad nahi hai
likhne ko tujhme kuch aisi baat hai
waise to mai tujhe jaanta nahi
par tujhme apna sa ehsaas hai
Enjoy Every Movement of life!


kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️