Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bebfa dost || 2 lines status
इक बात दिल मे आती है देखू उसे जितनी दफा।
हमने तो मोहब्बत के किस्से सुने थे अब तो दोस्त भी होते है बेबफा ।।
ik baat dil me aati hai dekhu use jitni dafaa
hamne to mohobat ke kisse sune the ab to dost bhi hote hai bewafa
Title: Bebfa dost || 2 lines status
Is qadar khud || Mohobat shayari Hindi
Ta umr nhi thehrti mohabbat
Is qadar na dil lagaya karo
Kuch behtar hi likha hoga khuda ne in lakiron mein
Na is qadar khud ko azmaya karo
