Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mujhse Judai Na Maang || Koshish hindi shayari
Koshish To Hoti Hai Ki Teri Har Khwahish Poori Karun
Par Darr Lagta Hai Ki Tu Khwahish Mein Mujhse Judai Na Maang Le!
Title: Mujhse Judai Na Maang || Koshish hindi shayari
Two line shayari || hindi shayari
Jo yaad hai tumhe woh suna tha tumne,
Agar padhte to hume samjh bhi na pate…🙌
जो याद है तुम्हे वो सुना था तुमने
अगर पढ़ते तो हमें समझ भी न पाते…🙌
