Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chhod diya tha likhna me || Hindi Sad shayari image

par aj fir kalam uthayi hai
uski yaad me
waise to #arsh kabhi bolkar byaan nahi karta
par aaj likhega dil ke dard ko apni shayari ke har alfaaz se
Riyayat kar || two line shayari || mohobbat shayari
Yu mohabbat se na de meri mohabbat ka zawab
Ye saza sakht hai thodi si riyayat kar❣️
यूँ मोहोब्बत से न दे मेरी मोहोब्बत का जवाब
ये सज़ा सख्त है थोड़ी सी रियायत कर❣️
