Skip to content

Tero narazgi kubul hai || sad dard shayari

teri narazgi kubul hai

tere nakhre kubul hai

kubul hai hr shart teri

tera hr libas kubul hai

kya kubul nhi tumhe 

agr tum mujhse puchoge

kubul nhi teri aakho me aasu koi 

kubul nhi dil me doosra nam koi

kubul nhi tere siva mera koi mehboob ho

kubul nhi mere siva kisi me tu masroof ho

baki sb kuch kubul hai

dil tera kubul hai

jaan meri kubul hai

jeena tera kubul hai

marna mera kubul hai.

Title: Tero narazgi kubul hai || sad dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


KOI MERA NA HO SAKEYA || Very Sad Status

Kismat buri c ja me hi bura
eh faisla na ho sakeya
me har kise da ho gya
koi mera na ho sakeya

ਕਿਸਮਤ ਬੁਰੀ ਸੀ ਜਾਂ ਮੈਂ ਹੀ ਬੁਰਾ
ਇਹ ਫੈਸਲਾ ਨਾ ਹੋ ਸਕਿਆ
ਮੈਂ ਹਰ ਕਿਸੇ ਦਾ ਹੋ ਗਿਆ
ਕੋਈ ਮੇਰਾ ਨਾ ਹੋ ਸਕਿਆ

Title: KOI MERA NA HO SAKEYA || Very Sad Status


Shukar guzaar hu tera || love and friend shayari hindi

Shukar guzar hu tera dost, jo tum meri zindagi mai aaye
Na jane hum kahan kho gaye the, tum hi toh muskurahat le aye

Title: Shukar guzaar hu tera || love and friend shayari hindi