Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye Jo ankhen hai….. tumhari || nain love shayari hindi
Ye Jo ankhen hai na tumhari,
inko jara jhuka ke rakha karo,
kynki jab ye uthati hai,
hazron dil ki dhadkane dhak dhak karne lagti Hain.. ?
Title: Ye Jo ankhen hai….. tumhari || nain love shayari hindi
Hindi love shayari || love shayari
Zindagi mein koi pyar se pyara nhi milta
Zindagi mein koi pyar se pyara nhi milta
Jo hai pass aapke usko sambhal kar rakhna
Kyunki ek baar khokar pyar dobara nhi milta ❤
जिंदगी में कोई प्यार से प्यारा नही मिलता,
जिंदगी में कोई प्यार से प्यारा नही मिलता,
जो है पास आपके उसको सम्भाल कर रखना,
क्योंकि एक बार खोकर प्यार दोबारा नही मिलता।❤

