Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yeh dil hi ruk jaaye to maaf karna || HIndi love and romantic shayari
Humse koi khata ho jaye toh maaf karna,
Hum yaad na kar payein toh maaf karna,
Dil se toh hum aapko kabhi bhulte nahi,
Par yeh dil hi ruk jaaye to maaf karna.
हमसे कोई खता हो जाये तो माफ़ करना,
हम याद न कर पाएं तो माफ़ करना,
दिल से तो हम आपको कभी भूलते नहीं,
पर ये दिल ही रुक जाये तो माफ़ करना।
Title: Yeh dil hi ruk jaaye to maaf karna || HIndi love and romantic shayari
Mere jaise tere halaat || Ulfat
Mere jaise tere halat ho jai.
Tujhko mujhse aise ulfat ho jai ❤
– kab tak uh kamosh rahe ge hm dono
Aab to kuch kahne ki himmat ho jai ❤
-apne khatir tujko gamgin dekh saku
Khash mere yeh khawab hakikat ho jai ❤
