Skip to content

Tiranga Shayari || hindi shayari || desh status

दे सलामी इस तिरंगे को,
जिस से तेरी शान हैं,
सर हमेशा ऊँचा रखना इसका,
जब तक दिल में जान हैं।❣️

Title: Tiranga Shayari || hindi shayari || desh status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Maut hi achi thi…. || bewafa shayaru

Na tune mohobbat sachi ki.

Na teri wafai sachi thi.

Jo tere liye hum jee rhe the,

Usse to hamari maut hi achi thi..!

Title: Maut hi achi thi…. || bewafa shayaru


Fark padhta hai || love hindi shayari

Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..

Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….

Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…

Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….

Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….

Title: Fark padhta hai || love hindi shayari