Skip to content

Too badanaam na || Hindi Bewafa shayari

too badanaam na ho,
sirph isaliye jee raha hoon mai,
varana teree chaukhat pe marane ka,
iraada to roz hee hota hai

तू बदनाम ना हो,
सिर्फ इसलिये जी रहा हूं मै,
वरना तेरी चौखट पे मरने का,
इरादा तो रोज़ ही होता है

Title: Too badanaam na || Hindi Bewafa shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Love hindi shayari PIc || me likhta hu toh

Love shayari || Me likhta hu to sirf tere liye
or likhunga to sirf tere liye
waise to mere dost mujhe bikharne nahi dete
par mai bikhrunga to sirf tere liye
Me likhta hu to sirf tere liye
or likhunga to sirf tere liye
waise to mere dost mujhe bikharne nahi dete
par mai bikhrunga to sirf tere liye

Title: Love hindi shayari PIc || me likhta hu toh


Mera ek sapna hai maa || hindi shayari on maa

Mera ek sapna hai ki,aaya tha tere cokh mein
Maa marna hai tumhaare god mein
Is iltaja ko ey  khuda tu manzoor kar,
mujhe kal mot aaye to meri maa se pehle,
khuda tu mujhe le chal
Ane waali hai vo kal, khuda tu mujhe le chal😥
 

Title: Mera ek sapna hai maa || hindi shayari on maa