Skip to content

too chaand aur main || Hindi shayari mohobat

too chaand aur main sitaara hota,
aasamaan mein ek aashiyaana hamaara hota,
log tumhe door se dekhate,
nazadeeq se dekhane ka haq bas hamaara hota

तू चाँद और मैं सितारा होता,
आसमान में एक आशियाना हमारा होता,
लोग तुम्हे दूर से देखते,
नज़दीक़ से देखने का हक़ बस हमारा होता.

Title: too chaand aur main || Hindi shayari mohobat

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


duriyan || hindi shayari love

main ho jana chahti hu unse itni dur,
magar hu mai behad majboor
ki mujhme samaye hai vo aise
jaise chandani mein noor

Title: duriyan || hindi shayari love


Tum sath ho to❤️💫|| hindi shayari || love shayari

Tum sath ho to har lamha apna hai😍
Varna to yaha hakeekat bhi sapna hai 🥀

तुम साथ💕 हो तो हर लम्हा 😍अपना है
वरना तो यहाँ हकीकत🥀 भी सपना है 

Title: Tum sath ho to❤️💫|| hindi shayari || love shayari