Train yourself to build an empire, not a servant.
Enjoy Every Movement of life!
Train yourself to build an empire, not a servant.
Is rang badalti duniya mein
lakh mushkile aur hzaar kisse aaye
kuch to sahi kiya hoga zindagi me
jo aise pyaare log mere hisse aaye ❣️
इस रंग बदलती दुनिया में
लाख मुश्किलें और हजार किस्से आए
कुछ तो सही किया होगा ज़िंदगी में
जो ऐसे प्यारे लोग मेरे हिस्से आए ❣️
Chor kar aya parivar aur yaar ko
Reh rha hu akela paane pyaar ko
Fir Pyaar ney bhi muhh mor liya
Humne bhi apna dil torr liya
Ab wapas mur nahe sakte
Aur kisi ke ho nahe sakte
Toh kaise btau dil ka ye haal mai
Yaron karke baitha hu haal apna behal mai