Skip to content

kushh-baate-aaisi

Title: kushh-baate-aaisi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye zindagi hai janaab || sad but true || hindi shayari

Ye zindagi hai janaab badaa mushkil safar hai
Iski raaho me naa jaane kitne sapno ki kabar hai.. 🥀

ये ज़िन्दगी हैं जनाब बड़ा मुश्किल सफ़र हैं
इसकी राहों में ना जाने कितने सपनों की कबर हैं।। 🥀

Title: Ye zindagi hai janaab || sad but true || hindi shayari


Woh Nahi jaanti || Heart Broken hindi Shayari

Woh Nahi jaanti maine kis kadar aapno ko khoyeaa hai
Vikram jo hasaata tha kabhi auroon ko
Aaaj woh kitna foot foott royea hai

वो नही जानती मैंने किस कदर अपनों को खोया है,
विक्रम जो हँसाता था कभी औरों को आज वो कितना फूट फूट रोया है।

Title: Woh Nahi jaanti || Heart Broken hindi Shayari