Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tujhe chaahu me itna || hindi shayari for love

pyaar ka dariya ban jaye
or mai sochu tujhe itna ki tu
mere jeene ka jariya ban jaye
arey lakho logo me bhi
dhoonde sirf tujhe yeh meri aankhe
eh khuda mera kuch aisa nazraiya ban jaaye
Zaroori nahi || Pyar hindi shayari in 2 lines
Jaroori nahi ke pyaar hamesha kisi ki shakal se hi ho
kabhi kabhi kisike nature se bhi pyaar ho jaata hai
जरुरी नहीं☝ की प्यार❤ हमेशा किसीकी शक्ल👨 से ही हो,,,,
कभी कभी किसीके #NåTuRê😌 से भी प्यार❤ हो जाता है..
